Song; Taare zameen par
Music; shankar Ehsaan Loy
Lyrics; prasoon
Singers; Shankar Mahadevan,Dominique,Vivien
Dekho Inhein Yeh Hai Onss Ki Boodein Patto Ki Goodh Mein Aasamaan Se Khude Angdai Le Phir Karwat Badal Kar Nazuk Se Moti Hasde Phishal Kar Kho Na Jayee Yeh Taare Zameen Par Yeh Toh Hai Sardi Mein Dhoop Ki Kirane Uthre Jo Aangan Ko Sunehara Sa Karne Maan Ke Andhero Ko Roshan Sa Karde Thiturti Hatheli Ki Rangat Badal De Kho Na Jayee Yeh Taare Zameen Par Jaise Aankhon Ki Debiyan Mein Neediyan Aur Neediyan Mein Meetha Sa Sapna Aur Sapne Mein Mil Jaye Faristha Sa Koi Jaise Rango Bhari Peechkari Jaise Thitliyan Phoolo Ki Pyari Jaise Bina Matlab Ka Pyaara Rista Ho Koi Yeh To Asha Ki Lehra Hai Yeh To Umeed Ki Seher Hai Khushiyon Ki Nehar Hai Kho Na Jaye Yeh Taare Zameen Par Dekho Raaton Ke Sene Pe Yeh To Jhil Mil Kisi Lao Se Uge Hain Yeh To Andiyan Ke Khushbo Hai Bhago Se Beh Chale Jaise Kaanch Mein Chudi Ke Tukde Jaise Khile Khile Phoolon Ke Mukhde Jaise Bansi Koi Bajaye Pedo Ke Taale Yeh To Jhoke Hai Pawan Ke Hai Yeh Gungroo Jeevan Ke Yeh To Sur Hai Chaman Ke Kho Na Jayeee Taare Zameen Par Mohale Ki Ronak Galiyan Hai Jaise Khilne Ki Zid Per Kaliyan Hai Jaise Muthi Mein Masam Ki Jaise Hawaein Yeh Hai Buzurgo Ke Dil Ki Duyaaein Kho Na Jayeee Taare Zameen Par Taare Zameen Par Kabhi Baatein Jaise Dadi Naani Kabhi Chale Jaise Num Num Pani Kabhi Ban Jaye Bhole Saawalo Ki Jhadi Sanate Mein Hasi Ke Jaise Sune Hoton Pe Khushi Ke Jaise Yeh To Noor Hai Barse Gar Pe Kismat Ho Padi Jaise Jhil Mein Lehar Aye Chanda Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha Jaise Manmauji Nadiya Jhaag Udaye Kuch Kahe Jaise Baithe Baithe Meethi Si Jhapki Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki Jaise Kaanon Mein Sargam Hardam Bajti Hi Rahe Jaise Barkha Udati Hai Bundiya… Kho Na Jaaayeeee Yehhhh Kho Na Jaayee Yehh Kho Na Jaayee Yehh Kho Na Jaayee Yehhhh.. | ||
"Jaise rango bhari peechkari"
"jaise thitliyan phoolo ki pyari"
"ye to jhoke hai pawan ke"
"hai ye gungroo jeevan ke"
The word "mera jahhan" means 'castle in the sky 'aspiration of innocent childhood take a idealistic voyages.here in this song we show star as a metaphor because star is compared with children..star always looking good in the sky not in land . children likes freedom .. we also show a personification in many lines like...
"Nazuk se moti hasde phisal kar"
"jaise khile khile phoolo k mukhde"
Aim of the song is that children are very innocent who's spirit has been crushed by adult and people arround him .children like freedom words like "Thitliyan "and Manmauji nadiya"depicted freedom.in this movie we show everyone blames him for not concentrating and trying harder instead of even considering. he may be sufeering from Dyslexia . parents fails to understand children and instead of helping them . we tend to ignore their capabilities and limitations.every child is different. it is important to understand every child differently and recognize his or her weakness and talent.
Thank you